Video

Audio

Singer: Muhammad Samie

Lyrics’ Selection & Arrangement: Muhammad Samie

Lyrics: Qamar Jalalvi (Late), Jaleel Mankpuri (Late) & Others

Composition: Ustad Aziz Mian Qawwal

Music: Jay Ali

Release Date: July 2, 2018

——–

“Humbly dedicated to Shehanshah-e-Qawwali – Ustad Aziz MIan Qawwal” – Samie


LYRICS:

Jo teri fikar teri yaad mein kharab nahīñ
Wo Zindagi to mohabbat mein kamyaab nahīñ

Nigah barq nahin chehra aftab nahin
Aik aadmi hai magar dekhne ki taab nahin

Bus ab to samne aaja keh mein ne maan liya
Azal se le k abad tak tera jawab nahin

Sambhal sambhal aray dildada-e-majaaz na ban
Pass-e-naqab hai jalwa sar-e-naqab nahin

Ye sochta hun keh tu kyun nazar nahin aata
Meri nigah nahin ya tera jamal nahin